DuniaPur song/ost Lyrics
Hain sar phire yeh bandey
Aankhen to hain par andhe
Ragon me dore inteshar hai
Hawalian hain onchi
Sariye ke bane kandhe
Hoti ana ke tabedaar hain
Khwahishen is jagah
Tor deti hai dam
Kitne bedard hain kesa gham
Qadam qadam pai aaag hai
Han dam nahe angaar hai
Chingarion ki aab o taab hai
Lapata sharafat
Zaalim ka yahan raj hai
Inteshar char su fasaad hai
Ishq bhi josh main
Kho rha hosh hai
Gard main gumshuda hain sabhi