
Wafaon ke badly jafa kar rhe hain Full OST Lyrics
Drama: Mann Mast Malang
Singer: Khalid Khan, Saba Butt
Music: Yasir Ali
Tribute to: Nusrat Fateh Ali Khan
Pehly sharma ke maar daala
Phir samny a ke maar daala
Saaqi na pelai to ne aaj
Tarsa tarsa ke maar daala
Zehar na mila to faqat
Ada se tarpa tarpa ke maar daala
Wafadar hum se zamnay me Kam hain
Wafa hum ne ki hai wafa kar rhe hain
Koi un se keh de bura kar rhe hain
Main kia kar rha hon
Woh kia kar rhe hain
Sitam dhane wale salamat raha tum (3)
Sitam sehne wale dua kar rhe hain
Wafaon ke badle jafa kar rhe hain (2)
Main kia kar rha hon
Woh kia kar rhe hain
Muhabbat khta hai samjhty hain hum bhi (3)
Khuda bakhsh de hum khata kar rhe hain
Main kia kar rha hon
Woh kia kar rhe hain (2)
Wafaon ke badle jafa kar rhe hain (2)
Main kia kar rha hon
Woh kia kar rhe hain